Thursday, March 3

Some Senti Stuff !

Chahe jitna bhi hum hanse aur muskuraye , shaayad har zindagi main kuch gham ke pal bhi aate honge ... ab woh kya the ye main nahin poochongi , woh seene ke kisi kone main dabe rahe to hi ache ... par jab bhi woh kona kam pad jaata hain , jab bhi kuch aisa ho jaata hain ki har saans bhaari lagne lagti hain kuch palon ke liye , to woh kaunsa aisa sahaara hain either concsiously or otherwise hum dhoondte hain ?
My most valued thing is the solace I get from Music ... chahe jo bhi ho , sangeet ek aisa lahar hain jisme doob jao to gham ghat jaata hain , aur khushi dugni ho jaati hain ....uspe agar Gulzar sahab ke lyrics ho .. to un shabon ki gahrai main har kisiko ya to ek aaina dikhega , ya to koi kaandha ...

Haath chhute bhee toh rishte naahi chhoda karte,
Vaqt ki shaakh se lamhe naahi toda karte. .
............

Who knows what is stuck What is jammed ?
The nights wont close,
The day won't open

.........................

Who knows when or where it will strike
I am a grain of Life.
Death is okay;
it will strike only once.

No comments: